Monday, March 28, 2011

SAASON MAIN BASI HAIN TU HI TU - My 4th Song


Saanson main basi hain tu hi tu ….
Dil main hain teri aarzoo ….
Aarzoo ye meri …
Le chali hain kahaa …

Khayalon main basi hain tu hi tu ….
Tujhe dekh yu jaagi justaju ….
Justaju ye meri ….
Le chali hain kahaa ….

Khwabon main basi hain tu hi tu ….
Har pal tujhe yaad main karoon ….
Teri yaad aayi toh ….
Jee uthe ye lamhaa ….

Shabdo main basi hain tu hi tu ….
Tu nahi hain toh phir main kya kahoon
Tere bin ye mere bol
Bikhre moti ki tarah ….

Umeedon main basi hain tu hi tu ….
Teri prerna se jeeta main rahoon ….
Prerna aisi mili ….
Swarg sa sundar laage jahaa …

Meri soch main basi hain tu hi tu ....
Meri jeene ki wajah tu hi tu ….
Tere bin zindagi …
Bhi mile, na jeena ….


Friday, March 25, 2011

Laila Majnu

Pyaar main gaalib kuch aise din guzarte hain …
Ki der se sote hain aur jaldi uth jaate hain …..
Phir bhi sochte sochte time nikal jaata hain ….
Office pe ye majnu time pe nahi pahuch paata hain ….
Phir chup-chaap jo office main majnu ghustaa hain ….
Saara office use dekh kar ke hastaa hain ….
Ki aaj bhi ye majnu late aaya hain …..
Kisi majnu ka kuch achcha na ho paaya hain ….
Kisi sajjan manushya ne bataaya hain …
Pyaar ek gehraa saaya hain ….
Jo majnu pe kuch is kadar chaaya hain …
Ki aaj kal sirf laila laila chilaata hain ….
Laila ke sivaa kuch nahi dikh paata hain …
Kya laila majnu ka pyaar safal ho paayegaa …
Ki har daur ki tarah is daur main bhi use thukraayaa jaayegaa …
Filhaal laila majnu career aur problems ki guthi ko suljhaa rahein hain  …
Prem ki aag ko apni soojh-booj se bhujaa rahein hain ….
Zamaane ki parvaah ko chod woh pyaar yuhi phir bhi kiye jaa rahein hain ….
Naye yug ki nayi kahaani ko apne fasaano se dil ke panno pe like jaa rahein hain …

-          Abhash Agarwal  26th March ,2011 12:10 P.M.

Monday, March 21, 2011

मतलबी दुनिया ...

मतलबी है लोग यहाँ पर ...
मतलबी हैं ये ज़माना ...
चेहरों पर हैं हसी दिख रही ...

Untitled

नज़रों से नज़रें मिली ...
कुछ इशारा सो हो गया ...
दिल था ये मेरा अब तक ...
ना जाने कहा खो गया ...

चलते चलते यु सड़कों पे ...
ना जाने क्यों रुक गया ...
सोच मे क्यों डूबा रहता हूँ ...
दीवाना सा हो गया ...

गुनगुनाता हूँ क्यों राहो मे ...



आज भी मुझको याद हैं ...

नज़रों से यु नज़रों का मिलना
आज भी मुझको याद हैं ...
आंखों से युही बातें करना
आज भी मुझको याद हैं ...
तेरी लटो को यु हाथों से सुलझाना
आज भी मुझको याद हैं ...
तेरा चुपके से शर्माना
आज भी मुझको याद हैं ...
तेरा आने का यु इंतज़ार करना
आज भी मुझको याद हैं ...
तेरी गलियों से गुजारना मेरा
आज भी मुझको याद हैं ...
बारिश में यु भीग के जाना
आज भी मुझको याद हैं ...

Sai Ki Nagari

Sai Ki Nagari ..... Me Kahi Ghoom Ho Gaya Main .....
Dil Teri Bhakti Me Dooba .... Mere Mann Kuch Toh Keh .....
Kyun itne din baad tu itna khush ho aaya hain .....
kyunki aaj dino baad tu satsang main gaya hain ....